Skip to main content Chat on WhatsApp
ApneJob

Workers (Noodle Factory) / نوڈل فیکٹری میں ورکر کی ضرورت

ApneJob Lahore, Punjab, Pakistan Full-time 2 hours ago

₨60,000 PKR monthly

Description:

Lahore ki Noodle Factory mein workers ki zaroorat hai. Mahana salary Rs. 60,000 overtime ke saath di jayegi. Duty 12 ghantay ki hogi. Khana aur rehaish muft hogi, salana bonus milega aur Sunday ki chhutti hogi. Sirf sanjeeda aur kaam karne wale ummeedwar rabta karein.

Duty: 12 ghantay

Facilities:

  • Khana muft
  • Rehaish muft
  • Salana bonus
  • Itwar (Sunday) ki chhutti
  • Mustaqil naukri

How to Apply:
WhatsApp par rabta karein: 0322-1386916 (Miss Urwa)
Rabta karte waqt zaroor batayen ke aap ne yeh job ApneJob.com se dekhi hai.

Apply now
Lahore, Punjab, Pakistan
On-site
Full-time
₨60,000 PKR monthly
2 hours ago

Share this job