Skip to main content Chat on WhatsApp
ApneJob

Water Factory mein 50 Workers ki Zaroorat – Male & Female

ApneJob Lahore, Punjab, Pakistan Full-time 6 days ago

Description :

Lahore ki ek Water Factory mein packing ke kaam ke liye 50 workers ki urgent zaroorat hai. Is job ke liye Male aur Female dono apply kar sakte hain. Kaam sirf packing ka hai. Agar aap mehnat se kaam karna chahte hain aur achi tankhuwah ke saath rehne aur khane ki sahuliyat bhi chahte hain, to ye aap ke liye acha mauqa hai.

  • Location: Lahore, Pakistan
  • Vacancies: 50 (Male & Female dono)
  • Kaam: Sirf Packing
  • Duty: 8 ghante + Overtime
  • Salary: Rs. 45,000 se Rs. 50,000 mahana

Sahuliyat (Benefits):

  • Rehaish bilkul free
  • Din mein 3 time ka khana free
  • Overtime ki sahulat

Apply Fee: Rs. 2000

⚠️ Rabta karte waqt zaroor batayen ke aap ne yeh job ApneJob.com se dekhi hai.

Mazeed jobs ke liye rabta:
0316-6603880 | info@apnejob.com

Apply now
Lahore, Punjab, Pakistan
On-site
Full-time
6 days ago

Share this job