
Description:
ApneJob.com ki taraf se TexMark mein Office Assistant (sirf khawateen) ki naye job ki maloomat. Dilchaspi rakhne wali ummeedwar neeche diye gaye number par seedha rabta karein.
Office Assistant (Female):
TexMark, Sharah-e-Faisal, Gulshan-e-Iqbal, Nazimabad, Korangi 5
Salary Rs. 45,000. Kam az kam Bachelor’s degree. Sirf khawateen apply karein. Pick & drop aur lunch/chai company ki taraf se milegi. Shift 9 AM se 7 PM ya 9 PM se 7 AM. CV bhejein. Contact: 0318-3314367 (WhatsApp)
⚠️ Rabta karte waqt zaroor batayen ke aap ne yeh job ApneJob.com se dekhi hai. Naukri ke liye kisi ko koi fees ya paise na dein.
Mazeed jobs ke liye rabta: 0316-6603880 | info@apnejob.com